Jab jab tujhe main dekhun
Lagati tu jannati hain
Jaane ye tujhse kaisi
Nisbat si ho gayi hain
Jab jab tujhe main dekhun
Lagati tu jannati hain
Jaane ye tujhse kaisi
Nisbat si ho gayi hain
Rubaru tere kyun
Aane ka dhundhu bahana
Bakhuda chhod doon
Tu jo kahe to zamana
Mashooqana
Uff tera ye mushkurana
Mashooqana
Sharma ke nazren churana
Aisa huaa tera asar
Dil chahein bas tujhko paana
Mashooqana
Uff tera ye mushkurana
Mashooqana
Sharma ke nazren churana aa
Bol jaati hain aankhen
Teri sab bin kahein
Labz paakar ke tera
Dil kaise bas mein rahe
Tujh se milane se pehale
Bethikana thi main
Ab ye lagne laga hain
Bewaja na thi main
O kuchh der tak tujhe dekha loon
Maane agar tu bura na
Mashooqana
Uff tera ye mushkurana
Mashooqana
Sharma ke nazren churana aa
Subah viraan tujh bin
Sab adhuri lage
Zindagi se bhi jyaada
Tu zaruri lage
Uuo
Aise mehfoos karle
Mujhko aaghosh mein
Umra bhar mein na aaun
Phir kabhi hosh mein
Najdikiyan itani bagawat
Uff rahe faasla na
Mashooqana
Uff tera ye mushkurana
Mashooqana
Sharma ke nazren churana aa
Jab jab tujhe main dekhun
Lagati tu jannati hain
Jaane ye tujhse kaisi
Nisbat si ho gayi hain
Rubaru tere kyun
Aane ka dhundhu bahana
Bakhuda chhod doon
Tu jo kahe to zamana
Mashooqana
Uff tera ye mushkurana
Mashooqana
Sharma ke nazren churana
Mashooqana yaariyana
Mashooqana