Song : Asalaam-E-Ishqum
Film : Gunday ( 2014)
Singer : Bappi Lahiri, Neha Bhasin
Music : Sohail Sen
Lyricist : Irshad Kamil
Ye ishq hai wo aatish Galib
Jo jalaye na jale, bujhaye na bujhe
Apni salamati hai mangti
Tujh se nazar oh naaznin
Salaam se na kaam se
Dil ki kai baaten bani
Ho... ho...
[Asalaam-E-Ishqum yaara
Asalaam-E-Ishqum] x 4
O meri adaayen teer hain
Haan meri adaayen teer hain
Meri adaayen teer hain
Mere yaar nishana tum..
[Asalaam-E-Ishqum yaara
Asalaam-E-Ishqum] x 2
Apni salamati hai mangti
Tujh se nazar oh naaznin
Salaam se na kaam se
Dil ki kai baaten bani
Haan maar de, ya chod de tu
Rakh le dil ya tod de tu
Aisa koi mod de tu
Zindagi mein ho maza..
Haan yaad hain angdaiyon mein
Mil ke bhi tanhaiyon mein
Husn ki parchhaiyon mein
Khoobsurat kafila
Re husn gali mein saikadon
Re husn gali mein saikadon
Husn gali mein saikadon
Deewane ho gaye gum
[Asalaam-E-Ishqum yaara
Asalaam-E-Ishqum] x 2
Soch koi raat aisi
Raat mein ho baat aisi
Baat mein barsaat aisi
Jis mein bheege manchala
He.. raat ka tanha safar ho
Ishq apne zor par ho
Karvatein kuchh humsafar hon
Aag bin ho tann jala
Haye ek baar dhuyen se husn ke
Ek baar dhuyen se husn ke
Ek baar dhuyen se husn ke
Thoda sa bhar lo dum
[Asalaam-E-Ishqum yaara
Asalaam-E-Ishqum] x 2
Apni salamati hai mangti
Tujh se nazar oh naaznin
Salaam se na kaam se
Dil ki kai baaten bani
[Asalaam-E-Ishqum yaara
Asalaam-E-Ishqum] x 4