Aaha aa aaha
Aaha aa
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla

Pata chala ke galat leke main pata nikla

Jiske aane se mukammal ho gayi thi zindagi
Dastakein khushiyon ne di thi mit gayi thi har kami
Kyun bewajah di yeh saza
Kyun khwaab de ke woh le gaya
Jiyen jo hum lage sitam
Azaab aise woh de gaya
Main dhoondne ko uske dil mein jo khuda nikla
Main dhoondne ko uske dil mein jo khuda nikla
Pata chala ke galat leke main pata nikla
Pata chala ke galat leke main pata nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
Aaha aa aaha
Aaha aa
Dhoondhata tha ek pal mein dil jise yeh sau dafa
Hai suhana raaz us din roothi shaamein din khafa
Woh aayein na le jaayein na
Haan uski yaadein jo yahaan
Na raasta na kuchh pata
Main usko dhoondhunga ab kahaan
Main dhoondne jo kabhi jeene ki wajah nikla
Main dhoondne jo kabhi jeene ki wajah nikla
Pata chala ke galat leke main pata nikla
Pata chala ke galat leke main pata nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamaane mein jab wafa nikla
Aaha aa aaha
Aaha aa wo
O aa wo ae