Aye khuda bata zara mujhe kya hua
Pehli baar aise ghumshuda dil mera ho gaya
Dar badar dhoondhe use ab yeh nazar
Main bhi na jaanoon ke kis kadar dil mera kho gaya
Jabse hai dekha tujhe yeh armaan sabhi roshan huye
Ek vaari aaja tu dil mila ja zara Khuda ke liye
Soniye ab yeh deewana dil bin tere kaise jiye
Soniye saansein bhi chalti hain ab to bas tere liye
Soniye Soniye
Soniye Soniye Soniye
Kaisi aafat hai yeh jo chaahat sataaye
Din raat aahein bharoon
Bin tere ab to saansein bhi na yeh bhaaye
Tu bata de main kya karoon
Chaahe jaan lele tu dard dede tu
Hum to tere huye
Duniya bhula doon khud ko mita doon
Main ab to tere liye
Soniye ab yeh deewana dil bin tere kaise jiye
Soniye saansein bhi chalti hain ab to bas tere liye
Soniye Soniye
Soniye Soniye Soniye
Tumse badhkar na koi hai is jahaan mein
Sareaam kehta hoon main
Door logon se door duniya jahaan se
Tere dil mein rehta hoon main
Khud ko main tujh mein aa kaid kar loon
Nishaan na mera mile
Chaahe aazma le apna bana le
Mita de sabhi faasle
Soniye ab yeh deewana dil bin tere kaise jiye
Soniye saansein bhi chalti hain ab to bas tere liye
Soniye Soniye
Soniye Soniye Soniye