Become a Fan

Kashmir Main Tu Kanyakumari Lyrics Chennai Express

image_thumb[1][3]

Tanna na ta na tanna na na na na na
Tanna na na na na na, tanna na na na na na

Chipak-chapak ke chalti hain kabhi kabhi do raahein
Jude-jude kuch aise ke laga ho jaise gum
Double-double hoti thi jo kabhi kabhi takleefein
Kisi ke sang mein chalne se hui half se kam
Ho tera mera mera tera, tera mera mera tera kissa atrangi
Kabhi kabhi chalti hai kabhi kabhi rukti kahani bedhangi

Kashmir main tu kanyakumari
North-South ki kat gyi dekho doori hi saari
Kashmir tu main kanyakumari
itti-vitti har situation mein hissedari..

Tanna na ta na tanna na na na na na
Tanna na na na na na, tanna na na na na na
Na na na na na na na na, tanna na na na na na [x2]

Ek taraf to jhagda hai, sath phir bhi tagda hai
Do kadam chalte hain to lagta hai aath hain
Do tarah ke flavour, sau tarah ke tevar
Dar-badar firtein hain ji phir bhi apni thaath hai

Kabhi kabhi chale seedhe kabhi mud jaayein
Kabhi kabhi kahi tootein kahi jud jaayein
Hum sham-sahar ke, chaaron pahar ke, mood mein dhal jaayein..

Kashmir main tu kanyakumari
Uttar ne Dakshin ko aflatoon aankh maari
Kashmir tu main kanyakumari
Tel bechne jaaye toh phir yeh duniya saari, hey hey

Main zara sa puncher to tu hawa ke jaisi hai
Sath ho to pahiye taqdeeron ke tight ho
Bulb ban jaloon main aur tu switch ban jaaye
Bhaad mein jaaye duniya apni batti right ho

Kabhi kabhi chale seedhe kabhi mud jaayein
Kabhi kabhi paidal kabhi ud jaayein
Hume dekh zamane walon ki chahe naak sikud jaye..

Kashmir main tu kanyakumari
Halke fulke packet mein dekho muskil bhari
Kashmir tu main kanyakumari
Hindi mein gustakhi hai to English mein sorry..

Chipak-chapak ke chalti hain kabhi kabhi do raahein
Jude-jude kuch aise ke laga ho jaise gum
Double-double hoti thi jo kabhi kabhi takleefein
Kisi ke sang mein chalne se hui half se kam
Ho tera mera mera tera, tera mera mera tera kissa atrangi
Kabhi kabhi chalti hai kabhi kabhi rukti kahani bedhangi

Kashmir main [Kashmir Main] tu kanyakumari
North-South ki kat gyi dekho doori hi saari
Kashmir tu [Kashmir Tu] main kanyakumari
itti-vitti har situation mein hissedari..

Tanna na ta na tanna na na na na na
Tanna na na na na na, tanna na na na na na
Na na na na na na na, tanna na na na na na [x2]

Share this post
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...